Ye Prayagraj Hai

Alok Kumar

Pratham yagya bhukhand Dhara per aryao ka aagaaj hai hai Pavan Sangam ki Dharti yah prayagraj hai 2

Kan Kan mein Bhagwan baase pag pag Swarg se dhaam yahan Ganga Yamuna Saraswati mil Charan pakhare Ram yha

Dharm ka yah hai rajmukut sanataniyon ka naj hai hai Pavan Sangam ki Dharti yah prayagraj hai

Ardh Kumbh aur mahakumbh se hota hai shringar ya Rishi aur muniyon Ko dikhta hai अलग-अलग kirdar yahan

Kalp vasi aur Amrit Boond sanataniyon ka naj hai hai Pavan Sangam ki Dharti yah prayagraj hai

Lyrics Submitted by Abhishek Kumar

Lyrics provided by https://damnlyrics.com/