Gunahgaar

Arpit Nayak & Amli Singh

Lamha Lamha Jala..
Bujhti law ki tarah..
Kis taraf hai tera pata,
Kar mujhe tu insey rihaa...

Pass aa zara,
Sun to le khuda..
Na de mujhko
Aise sazaaa...

Hua jo gunahgaar me tera,
Toota me jaar jaar o khuda...
Bikhrey hain mere pal saw dafa,
Yeh kaisi hasratonki saza...
Hua jo gunahgaar....

Rap
Bikhar gaya me toot gaya
Raahon me fir se chhoot gaya
Dede maula saath tu dede mera saath
Thaama nahi kab se kisi ka mene haanth
Beetein Na yeh raat
Beetein Na yeh din..
Rab se duaayein maangu
Taarey gin gin
Din gin ke karu me tujhse fariyaad
Yeh baat mere maalik aai mujhe raas
Cheekhun or chillau mukhe samjh na aaye
Teri yeh chaukhat mujhko bulaaye
Dikha de rabba ab wo raasta
Kab tak likhun gunaahon ki daastan...

Hua jo gunahgaar me tera,
Toota me jaar jaar o khuda...
Bikhrey hain mere pal saw dafa,
Yeh kaisi hasratonki saza...
Hua jo gunahgaar....

Uljha uljha samaa
Zindagi se main yun dhala
Bebas dikheuly pal yaha
Kar mujhe tu inse rihaa

Pass aa zara,
Sun to le khuda..
Na de mujhko
Aise sazaaa...

Hua jo gunahgaar me tera,
Toota me jaar jaar o khuda...
Bikhrey hain mere pal saw dafa,
Yeh kaisi hasratonki saza...
Hua jo gunahgaar....

Lyrics Submitted by Monty

Lyrics provided by https://damnlyrics.com/