Pass Rehna

Vital Signs

Paas Rehna
Duur jaana
Duur jaa kar
Yaad aana
Sab mausam hain pyaar kay jaaanaa (×2)


Dekho
Doori say
Ranjeeda
Matt honaa
Na ho khizaa'n tou bahaar
Kaisi lagay
Subah na aaye tou raat
Kaisi lagay
Oooooo

Paas Rehna
Duur jaana
Duur jaa kar
Yaad aana
Sab mausam hain pyaar kay jaaanaa

Milna
Rozana
Acha hai
Par jaanaa
Milnay sy mann ka milan
Hota nahi
Mann na milay tou milan
Hota nahi
Oooooo

Paas Rehna
Duur jaana
Duur jaa kar (hoooooo)
Yaad aana
Sab mausam hain pyaar kay jaana
Sab mausam hain pyaar kay jaaanaa
Sab mausam hain pyaar kay jaaanaaaaaaaaa
Sab mausam hain pyaar kay jaaanaaaaaaaaa
Sab mausam hain pyaar kay jaaanaaa
Sab mausam hain pyaar kay jaaanaa
Sab mausam hain pyaar kay jaaanaa

Lyrics Submitted by Yariz

Lyrics provided by https://damnlyrics.com/