Parnaam

Ginni Mahi

Namo budhaaye namo namo -2
Namo..
Parnam mera
Charo or andhera jab tha is sansaar mai chaaya
Roshini ki tab ek kiran ne duniya ko rushnaya
Paap zukam kaa aapne aisa naash kiya
Jardh se jaati waad vriksh ukhaad diya
Manvta par tumne jo upkaar kiye
Puri duniya ki janam nikhaar diye
Baba saheb ji tujko hai parnam mera parnam mera
Parnam mera parnam mera parnam mera..
baba saheb ji tujko parnam mera parnam mera

Baba saheb ji soch aapki amar hai aapka naam
Na hua tha na hona tha aap jo kar gaye kaam
Apne jivan ki khush haali soche bin
Puri duniya ke ghar ghar khush haal gaye

Manvta par tumne jo upkaar kiye
Puri duniya ki janam nikhaar diye
Baba saheb ji tujko hai parnam mera parnam mera
Parnam mera parnam mera parnam mera..
baba saheb ji tujko parnam mera parnam mera

Wo banke masihaa aaya tha jab zulm kaa badal chaaya tha
Kar kalm se aisa vaar gaya duniya ke kasht nivaar gaya
(Aaya tha masihaa aaya-2)

Gul sansaar ko garv hai tumpe dil mai hai samman
Ginni mahi pooje aapko aap ho bade mahaan
Paap kisi ne galti ki hai saanso ne
Naresh ke jeevan ke har kast nivaar diye

Manvta par tumne jo upkaar kiye
Puri duniya ki janam nikhaar diye
Baba saheb ji tujko hai parnam mera parnam mera
Parnam mera parnam mera parnam mera..
baba saheb ji tujko parnam mera parnam mera......

Lyrics Submitted by Rahul jatav

Lyrics provided by https://damnlyrics.com/