Ya Nabi Ya Nabi

Milad Raza Qadri

alle Ala……Ya Mustafa
Salle Ala Salle Ala Salle Ala Mustafa

Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Sab Se Awla Ho Aala Hamara Nabi
Sab Se Awla Ho Aala Hamara Nabi
Sab Se Baala Oh Ala Hamara Nabi
Sab Se Baala Oh Ala Hamara Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Apne Mawla Ka Payara Hamara Nabi
Apne Mawla Ka Payara Hamara Nabi
Donon Alam Ka Dulha Hamara Nabi
Donon Alam Ka Dulha Hamara Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Kiya Khabar Kitne Taare Khile Chup Gaye
Kiya Khabar Kitne Taare Khile Chup Gaye
Par Na Doobe Na Dooba Hamara Nabi
Par Na Doobe Na Dooba Hamara Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Lamakan Tak Ujala Hai Jis Ka Who Hai
Lamakan Tak Ujala Hai Jis Ka Who Hai
Har Makan Ka Ujala Hamara Nabi
Har Makan Ka Ujala Hamara Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Jis Nain Tukre Kiyay Hein Qamar Kay Who Hai
Jis Nain Tukre Kiyay Hein Qamar Kay Who Hai
Noor-e-Wahdat Ka Tukra Hamara Nabi
Noor-e-Wahdat Ka Tukra Hamara Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi

Ghamzadon Ko Raza Mujda Dee Jay Kay Hai
Ghamzadon Ko Raza Mujda Dee Jay Kay Hai
Bekason Ka Sahara Hamara Nabi
Bekason Ka Sahara Hamara Nabi
Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi.

Lyrics Submitted by Faiza

Lyrics provided by https://damnlyrics.com/