Type the lyrics here.
Hum khuda ke kabhi kaayal hi na the -2
Unko dekha to khuda yaaaad aaya
Yun to kya kya
Yun to kya kya nazar nhi aata -2
Koi tumsa
Koi tumsa nazar nhi aata
Jo nazar aate hain, nhi apne -2
Jo hai apna
Jo hai apna, nazar nhi aata -3
Yun to kya kya...
Jholiyaan sabki bharti jaati hain -2
Dene wala
Dene wala nazar nhi aata -3
Yun to kya kya -3
Lyrics Submitted by KRiSHNA Raj
Lyrics provided by https://damnlyrics.com/