Kardo Apna Ishq Ata

Hafiz Ahmed Raza Qadri

KARAM karam ya rasulallah karam karam ya rasullah
Karam karam ya habibAllah karam karam ya habiballlah

Karado apana ishq ata hamko ya rasulallah
Mil jaye rehmat ki nigah hamko ya rasullah

Aur kisi se kyu mange
hashar talak yu hi rakhna
Mangta apani chokhat ka hamko ya rasullah

Duniya me to ata kiya
jannat me bhi mil jaye saya aapki rahmat ka hamko ya rasullah

Hamko yakine kamil he aap ke sadqe milna he jam vo aabe qausar ka hamko ya rasullah

Sayyadi fir dikhlade jalve riyajul jannah ke aur sunehri jaliyaa hamko ya rasulallah

Aur nahi koi bhi talab aapki midhat ke sadke milta rahe faizane raja hamko ya rasulallah

Yahi Aqil ki he hasrat apna chehra e anavar dilkhla dena vaqte najah hamko yaa rasulallah

.....
Ramzan Qadri

Lyrics Submitted by Ramzan Patani Qadri chisti

Lyrics provided by https://damnlyrics.com/