Raabta (feat. Joy)

Arijit Singh

Kehte hain:
Khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
har kisi ke liye
Tera milna hai uss rab ka ishaara
Maano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liyeKehte hain:
Khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
har kisi ke liye
Tera milna hai uss rab ka ishaara
Maano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
Kuch toh hai tujh se raabta
Kuch toh hai tujh se raabta
Kaise hum jaane, hume kya pata
Kuch toh hai tujh se raabta
Tu humsafar hai
Phir kya fikar haiJeene ki wajah hi yehi hai
Marna issi ke liye
Kehte hain:
Khuda ne iss jahaan meinSabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya
har kisi ke liye...
hmm Meharbaani jaate-jaate mujhpe kar gaya
Guzarta saa lamha ek daaman bhar gayaTera nazaara mila, roshan sitaara mila
Taqdeer ki kashtiyon ko kinara mila
Sadiyon se tarse hai jaisi zindagi ke liye
Teri sohbat mein duaayein hain ussi ke liye
Tera milna hai uss rab ka ishaara
Maano mujhko banaya tere hi jaise kisi ke liye
Kuch toh hai tujh se raabtaKuch toh hai tujh se raabta
Kaise hum jaane hume kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta
Tu humsafar hai, phir kya fiqar hai
Jeene ki wajah hi yehi hai
Marna issi ke liye
Kehte hain:
Khuda ne iss jahaan mein
Sabhi ke liye
kisi na kisi ko hai banaaya
Har kisi ke liye...
Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.

Lyrics provided by https://damnlyrics.com/