Khud Mere Nabi Ne

Muzaffar Warsi

Khud Mere Nabi ne baat yeh bata di la nabi abadi la nabi abadi

Har Zamana sun le Har Zamana sun le yeh nava e hadi la nabi abadi la nabi abadi la nabi abadi la nabi abadi

Lamha lamha unka taq mein hawa ke jagmagane waala jagmagane waala

Akhri Shariat koi ane wali aur na laane waala aur na laane wala

Lehja e Khuda mein aap ne saza di la nabi abadi la nabi abadi

Khud Mere Nabi ne baat yeh bata di la nabi abadi la nabi abadi

Har Zamana sun le Har Zamana sun le yeh nava e hadi la nabi abadi la nabi abadi la nabi abadi la nabi abadi

The usool jitne un ke har sukhn mein nazm hogaye hain nazm hogaye hain

Deen ke saare raste aap tak pohanch ker khatm hogaye hain khatm hogaye hain

Zaat harf e akhir Zaat harf e akhir baat infiradi la nabi abadi la nabi abadi

Khud Mere Nabi ne baat yeh bata di la nabi abadi la nabi abadi

Har Zamana sun le Har Zamana sun le yeh nava e hadi la nabi abadi la nabi abadi la nabi abadi la nabi abadi

Irtaqa e aalam kar diya Khuda ne sirf naam un ke sirf naam un ke

Un ki khush naseebi jin ke hain woh aaqa jo ghulam un ke jo ghulam un ke

Goonje wadi wadi Goonje wadi wadi aap ki moonadi la nabi abadi la nabi abadi

Khud Mere Nabi ne baat yeh bata di la nabi abadi la nabi abadi

Har Zamana sun le Har Zamana sun le yeh nava e hadi la nabi abadi la nabi abadi la nabi abadi la nabi abadi

Un ke baad un ka martaba koi bhi paaye ga na logo paaye ga na logo

Zeelia baroozi ab koi payamber aye ga na logo aye ga na logo

Aap ne yeh keh ker Aap ne yeh keh ker mohar hee lagaadi la nabi abadi la nabi abadi

Khud Mere Nabi ne baat yeh bata di la nabi abadi la nabi abadi

Har Zamana sun le Har Zamana sun le yeh nava e hadi la nabi abadi la nabi abadi la nabi abadi la nabi abadi

Lyrics Submitted by Muhammad Haseeb

Lyrics provided by https://damnlyrics.com/