Jaam Ulfat Ka Pila Do

Owais Raza Qadri

Jam ulfath ka pila do Ya Rasool
Apna dewana bana do Ya Rasool ....Ya Rasool

Khaab main tasreef lakar ek bar
Deedh ka sharbath pila do Ya Rasool (2)

Jam ulfath ka pila do Ya Rasool
Apna deewana bana Do Ya Rasool

Umar bhar teri sanakhwani karo
Bhar rukawath ko hata do Ya Rasool (2)

Baqshwane dega har khata meri Quda
Tum Zara lab to hila do Ya Rasool. (2)

Jam ulfath ka pila do Ya Rasool
Apna Deewana bana do Ya Rasool

Meraj Qismath ko jaga do Ya Rasool
Ek Jhalak apni dekha do Ya Rasool (2)

Jam ulfath ka pila do Ya Rasool
apna deewana bana do Ya Rasool

Aagaya bemaar aye mery Tabeeb
Do shifa e kamila do Ya Rasool

Jam ulfath ka pila do Ya Rasool
Apna deewana bana do Ya Rasool

Wo kabhi uth nahi sakta jise
Tum nigaho se gira do Ya Rasool

Jaam ulfath ka pila do Ya Rasool
Apna Dewaana bana do Ya Rasool

Chaand ko ungli se mahed e paak main
Kiss taraf chaho jhuka do Ya Rasool

Jaam ulfath ka pila do Ya Rasool
Apna deewana Bana do Ya Rasool

Sooe miljaye andhera Bhi hoo gaar
Tum ko aakar muskura do Ya Rasool

Jaam ulfath ka pila do Ya Rasool
Apna deewana bana do Ya Rasool

Kar nahi sakta sana teri Obaid
Do saleqa e sana do Ya Rasool

Jaam ulfath ka pila do Ya Rasool
Apna deewana bana so Ya Rasool

Jaam ulfath ka pila do Ya Rasool
Apna deewana bana so Ya Rasool
Apna deewana banado Ya Rasool
Ya Rasool Ya Rasool yaaa rasoool
Jaam ulfath ka pila do Ya Rasool

Jazakallah hu khair

Lyrics Submitted by Hafiza bushra fatima farooqui

Lyrics provided by https://damnlyrics.com/