damnlyrics.com

Aaj Jane Ki Zid Na Karo

Aaj Janay ki zidd na karo

Yun hi pehlu mein bethay raho

Yun hi pehlu mein bethay raho

Aaj janay ki zidd na karo

Haye maar jayen gay

Hum tu lut jayen gay

Aiesi batieen kiya na karo

Aaj janay ki zidd na karo

Tum bhi soucho zara kyoun na rokain tumhaien

Jan jati hai jaab uth kay jatay ho tum

Jan jati hai jaab uth kay jatay ho tum

Tumko appni kasam jan e jaan

Baat itni meri manlo

Aaj janay ki zidd na karo

Waqt ki qaid may zindagi hai magar

Chand ghariyan yeehi hain jo azaad hain

Chand ghariyan yeehi hain jo azaad hain

Inko khaa kar meri jan e jaan

Umerbhar na tarastay raho

Aaj janay ki zidd na aa karo

Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.

Enjoy the lyrics !!!