Aaj se teri
Sari galliyan meri ho gayi
Aaj se mera
Ghar tera ho gayaAaj se teri
Sari galliyan meri ho gayi
Aaj se mera
Ghar tera ho gayaAaj se meri
Saari khushiyaan teri ho gayi
Aaj se tera
Ghum mera ho gayaO tere kandhe ka jo til hai
O tere seene me jo dil hai
O teri bijli ko jo bill hai
Aaj se mera ho gaya
O mere khwabon ka ambar
O meri khushiyon ka samandar
O mere pincode ka number
Aaj se tera ho gayaTere mathe ke kumkum ko
Main tilak lagake ghumunga
Teri bali ki chun chun ko
Main dil se laga ke jhoomungaMeri choti si bhoolon
Ko tu nadiyan me baha dena
Tere jude ke phoolon ko
Main apni shirt me pehnungaBas mere liye tu malpuhe
Kabhi kabhi bana denaAaj se meri
Saari ratiyan teri ho gayi
Aaj se tera
Din mera ho gaya
O tere kandhe ka jo til hai
O tere seene me jo dil hai
O teri bijli ko jo bill hai
Aaj se mera ho gayaO mere khwabon ka ambar
O meri khushiyon ka samandar
O mere pincode ka number
Aaj se tera ho gayaTu maange sardi mein amiya
Jo maange garmi mein mungfaliya
Tu barish mein agar kehde
Ja mere liye tu dhoop khila
Toh main sooraj...
Toh main sooraj ko jhatak dunga
Toh main saawan ko gatak lunga
To saare taaron sang chanda
Main teri god mein rakh dungaBas mere liye tu kabhi
Khill ke muskura denaAaj se meri saari sadiyan teri ho gayi
Aaj se tera pal mera ho gayaO tere kaandhe ka jo til hai
O tere seene mein jo dil hai
O teri bijli ka jo bill hai
Aaj se mera ho gayaO mere khwabon ka ambar
O meri khushiyon ka samandar
O mere pin code ka number
Aaj se... tera ho gaya...
Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.