damnlyrics.com

Aaj Us Shokh Ne (Original)

Iltefaat aur phir is darja ye kissa kya hai

Aaj us shokh ne kya janiye socha kya hai

May ki ek boond ne pinha hai bahishte kya kya

Hazrat e shaikh abhi aapne dekha kya hai

Muddaton se teri rahon me khade hai zalim

Puch to le kabhi bhoole se tamnna kya hai

Jab bhi milti hai tere naam se pii lete hai

Ham nhi jante mausam ka takazah kya hai

Lyrics Submitted by Vishal gadore

Enjoy the lyrics !!!