damnlyrics.com

Aamad Hai Kis Payambare Aali Maqam Ki

Kon aaya aj dunia te

Hoiyan gali gali roshnaian

Ibrahimi gulshan de andar

Aj ajab baharan aya

Jis nu haasil karan di khaatir

Hoyian makkay de wich dohayaan

Azam laal haleema le gai

Hath maldian reh gaiyan daaian

Amad hai kis payambar e aali maqam ki

Anay lagi sadaen darood o salam ki

Jis ne Nabi ki aal ko dil main basa lia

Allah ne us pe aatish e dozakh haram ki

Har chz unke wastay takhleeq ki gayee

Kya shan hai rasool alaihi salam ki

Allah janta hai Muhammad ka martaba

Insan ko khabar kahan unke maqam ki

Enjoy the lyrics !!!