Aisa dekha nahi khoobsurat koi,
Jism jaise Ajanta ki murat koi,
Jism jaise nigahon pe jadoo koi,
Jism nagma koi jism khushboo koi,Jism jaise mehakti hui chandni,
Jism jaise machalti hui ragini
Jism jaise ke khilta hua ik chaman
Jism jaise ke suraj ki pehli kiranJism tarsha hua dilkasho dilnashin
Sandli sandli marmari marmariUsne jaana ki tareef mumkin nahi
Usne jaana ki tareef mumkin nahi
Afreen afreen afreen afreen
Tu bhi dekhe agar toh kahe humnashin
Afreen afreen afreen afreen
Usne jaana ki tareef mumkin nahi
Usne jaana ki tareef mumkin nahiJane kaisi bandhi tune akhiyon ki dor
Mann mera khicha chala aaya teri aor
Mere chehre ki subah zulfon ki sham
Mera sab kuch hai piya ab se tere naamNazron ne teri chhua toh hai ye jadoo hua
Hone lagi hoon main haseenAfreen afreen afreen
Afreen afreen afreenChehra ik phool ki tarah sharab hai
Chehra uska hai ya koi mehtaab hai
Chehra jaise ghazal chehra jaane ghazal
Chehra jaise kalli chehra jaise kanwalChehra jaise tasavur bhi tasveer bhi
Chehra ik khaab bhi chehra tabeer bhi
Chehra koi aliflailvi dastaan
Chehra ik pal yakeen chehra ik pal gumah
Chehra jaisa ke chehra kahin bhi nahi
Mahrooh mahrooh mehjabin mehjabinUsne jaana ki tareef mumkin nahi
Usne jaana ki tareef mumkin nahi
Afreen afreen afreen afreen
Tu bhi dekhe agar toh kahe humnashin
Afreen afreen afreen afreenUsne jaana ki tareef mumkin nahiAfreen, afreen
Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.