damnlyrics.com

Assalam Ya Nabi

Aslam ya nabi

Aslam ya nabi

Ya nabi aslam

Rab k pyare raj dulare

tm ho hmare hm Hein tmare

Aey daman-e-rehmat waly

Tm pr lakhon slam

Aslam ya nabi

Aslam ya nabi

Ya nabi aslam

Drood prho to swab milta hai

Slam kro to jwab milta hai

Slam kro to jwab milta hai

Aslam ya nabi

Aslam ya nabi

Ya nabi aslam

Khwab mein apna jlwa dikhao

Noori ko tm noori bnao

Aey chmkili rangat waly

Tm pr lakhon slam

Aslam ya nabi

Aslam ya nabi

Ya nabi aslam

Lyrics Submitted by Maria mumtaz

Enjoy the lyrics !!!