damnlyrics.com

Bolo Har Har Har

Aag bahe teri rag mein

Tujhsa kaha koi jag mein

Hai waqt ka tu hi toh pehla pehar

Tu aankh jo khole toh dhaye kehar(Sukhwinder Singh)

Toh bolo har har har

Toh bolo har har har(Badshah)

Aati na ant hai uska

Woh sabka na inka unka

Wahi hai mala wahi hai

Mast malang woh apni dhun kaJantar mantar antar gyani

Hai sarvagya swabhimani

Mrityunjaya maha vinaash

Omkar hai isi ki vaani

(isi ki isi ki vaani)

Bhang dhatura bhel ka patta

Teeno lok isi ki satta

Vish peekar bhi adek amar hai

Mahadev har har hai japtaWahi shunya hai wahi ikaye

Jiske bheetar basa shivaay hai(Shiva Mahimnah Stotram)

Aghoranna paro mantro

Nasti tatvam Guro param(Shiva Panchakshara Stotram)

Nagendra haraya trilochanaya

Basmanga ragaya maheswaraya

Nithyaya shudhaya digambaraya

Tasmai nakaraya namashivayaShiva rakshyamam

Shiva pahimam

Shiva trahimam

Shiva rakshyamam

Shiva pahimam

Shiva trahimamMahadev ji trahimam pahimam

Sharnagatam pahimam

Shiva rakshyamam

Shiva pahimam Shiva(Badshah)

Aankh mund kar dekh raha hai

Sath samay ke khel raha hai

Mahadev maha ek ka ki

Jiske liye jagat hai jhankiJata mein Ganga chaand mukut hai

Somya kabhi kabhi bada vikat hai

Aag se chalna hai kailashi

Shakti jiski taras ki pyasi

Hai pyaasi haan pyaasiRam bhi uska Ravan uska

Jeevan uska maran bhi uska

Tandav hai aur dhyan bhi woh hai

Agyani ka gyan bhi woh haiAnkh tesri jab ye khole

Hile dhara aur swarg bhi dole

Goonj uthe har disha kshitij mein

Naag usi ka bam bam bholeWahi shunya hai wahi ikaye

Jiske bheetar basa shivaay hai(Mohit Chauhan)

Tu hi Shiva tujhme ishvar

Koi nahi yahan tere sivaa

Uda raakh agni ko jwala tu kar

Mita de andhere tu ban ke seharToh bolo har har har

Toh bolo har har harJa kailash ja kar vinaashToh bolo har har har

Toh bolo har har har(Shiva Panchakshara Stotram)

Yaksha swaroopaya jatta dharaya

Pinaka hasthathaya sanathanaya

Divyaya devaaya digambaraya

Tasmai yakaraya namashivaya...

Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.

Enjoy the lyrics !!!