damnlyrics.com

Hai Sara Jahan Aap Ka Ya Muhammad

Ya Muhammad hai sara jahan aapka (2x)

Ye zamin aapki , Aasman aap ka (2x)

Hum ko rehti hai bas ek madine ki dhun

Ya Muhammad hai sara jahan aapka

Rehmate aalamiN aap ki zaat hai(3x)

Sab pe lutfou karam hai Aayan aapka(2x)

Ya Muhammad hai sara jahan aapka

Aapka zikr karti hai hardum zubaan(3x)

Qalb karta hai hardum bayaan aapka(2x)

Ya Muhammad hai sara jahan aapka

Aasiyou ke liya jus nadamat hai kya(3x)

Aasra hai shafi e Zamaa aapka(2x)

Ya Muhammad hai sara jahan aapka

Allah allah zuban pe ye kya aagaya(3x)

Kaba e ishq hai aastaan aapka(2x)

Ya Muhammad hai sara jahan aapka

Isko rehti hai bas ek madine ki dhun(3x)

Ye jo behzaad hai naatkhawan aapka(3x)

Ya Muhammad hai sara jahan aapka

Ye zamin aapki Aasman aap ka

Lyrics Submitted by Hassan Alhamoomi

Enjoy the lyrics !!!