Ye jo halka halka suroor hai
Tere ishq ka hi fitoor hai
Maine jo likha tha mita diya
Aur tujhko apna Khuda kiyaYe jo halka halka suroor hai
Tune kuch kiya to zaroor hai
Jis din se tu hai dikha piya
Maine saans lena bhula diyaJism se rooh ka
Ik safar ho tum
Aakhiri saans mein
Ik umar ho tumDuniya ki bheed mein
Mujhko bas tu dikhe
Kya main tumko dikhu
Kaho naa tum
Ye jo halka halka suroor hai
Kuch ishq sa toh zaroor hai
Maine jagna sona bhula diya
Mujhe kya se kya hai banaa diyaTu mere khoon mein
Beh raha hai kahin
Tu mere khwaab mein
Jag raha hai kahinMeri har baat mein
Bas tera zikr hai
Kuch mere baare mein
Kaho na tumYe jo halka halka suroor hai
Tere ishq ka hi fitoor hai
Maine jo likha tha mita diya
Aur tujhko apna Khuda kiya
Kisi ne naa kiya hai
Jaisa ishq tera mera
Main daudta aata hoon
Koi naam le jo teraKisi ne na kiya hai
Jaisa ishq tera mera
Mere ghamon ki raat ka
Tu ujla saveraRehne do na nashe mein
Tum phero na nazar
Halka sa hi aaya hai
Abhi chaahat ka asarKisi ne na kiya hai
Jaisa ishq tera mera
Main daudta aata hoon
Koi naam le jo teraKisi ne na kiya hai
Jaisa ishq tera mera
Mere ghamon ki raat ka
Tu ujla savera...Ye jo halka halka suroor hai
Tune kuch kiya toh zaroor hai
Ye jo halka halka suroor haiKisi ne na kiya hai
Jaisa ishq tera mera
Mere ghamon ki raat ka
Tu ujla savera...
Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.