damnlyrics.com

Hawayein

Tujhko... main rakh loon wahaan

Jahaan pe kahin

hai mera yaqeenmain jo... tera naa huaa

kisi ka nahin...

kisi ka nahinle jaayein jaane kahaan

hawayein, hawayein...

le jaayein tujhe kahaan

hawayein, hawayein...

begaani hai yeh baaghi

hawayein, hawayein

le jaaye mujhe kahan

hawayein, hawayeinle jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar

na tujhko pataa...O o o...

O o o...banaati hai jo tu...

woh yaadein jaane sang mere kab tak chale

inhi mein to meri...

subah bhi dhalein

shamein dhalein

mausam dhaleinkhayalon ka shehar...

tu jaane tere hone se hi aabaad hai

hawayein haq mein...

wohi hai aate jaate jo tera naam le

deti hain jo sadayein

hawayein, hawayein

na jaane kya batayein

hawayein, hawayein

le jaaye tujhe kahaan

hawayein, hawayein

le jaaye mujhe kahaan

hawayein, hawayeinle jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar

naa tujhko pataa...O o o...

O o o...chehra, kyun milta tera

yun khwabon se mere

ye kya raaz hai?

kal bhi, meri na thi tunaa hogi tu Kal

meri aaj haiteri hai meri, saari wafayein wafayein

maangi hai tere liye duaayein duaayeinle jaaye tujhe kahaan... hawayein, hawayein

le jaaye mujhe kahaan... hawayein, hawayeinle jaaye jaane kahaan?(hawayein hawayein)le jaaye tujhe kahaan?(hawayein hawayein)le jaaye jaane kahaan?(hawayein hawayein)le jaaye mujhe kahaan?(hawayein hawayein)O o o...

O o o...

Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.

Enjoy the lyrics !!!