Ziddi hain hum nahi maanenge
Karte hi jaayenge badmashiyan
Keh do ye zamaane waalon se
Na ye chheene humse aazadiyaanHai dil mein jo kehna hai
Hain jaise, waise hi rehna hai
Ho... ek zindagi hai
Zyada nahi par thoda toh bigdengeHum nahi sudhrenge
Hum nahi sudhrenge
Thoda aur bigdenge
Hum nahi sudhrenge (x2)Apne hain beparwah iraade sabhi
Panne ye fikron ke udaa de abhi
Kaise jeena sabko sikha de abhi (x2)
Ho...Hai yaari hawaaon se
Udenge nayi adaaon se
Ho.. ek baar hum jo chadhenge sar pe
Kabhi na utrenge...Hum nahi sudhrenge
Hum nahi sudhrenge
Thoda aur bigdenge
Hum nahi sudhrenge (x2)(Hum nahi sudhrenge...)Lamhe shararat ke
Na jaane denge
Apni khushi mein gham
Na aane denge
Hum zindagi ko muskuraane denge
Ho... lamhe shararat ke
Na jaane denge
Apni khushi mein gham
Na aane denge
Hum zindagi ko muskuraane dengeWo o wo... khwabon ki baarish mein
Hum bheegenge khwaahish mein
Hmm.. pehle kiya na humne yahaan jo
Woh kar guzrengeHum nahi sudhrenge
Hum nahi sudhrenge
Thoda aur bigdenge
Hum nahi sudhrenge (x2)
Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.