damnlyrics.com

Hussain Jaan

Eay karbala eay karbala khayal rakhiyo tare aghose mai sota hai hussain

Ak zaheef maa ka

Ak zaheef bata

Hai hussain

Or ak yateem bati ka

Ek yateem baba

Hai hussain

Mera mazloom

Mera baykas

Mara peyasa hai hussain

Pyasa hain Hai husssain

Haaye awaaz ye ati hain sarai karbobala

Jaisai karti ho koi maa koi beti giriya

Jistarah koi behan rayai karai wawayla

Ya nabi qatal huwa apka pyara beta

Haaye hussain

Haaye hussain jaan haaye hussain jaan

Haaye hussai. Jaan haaye hussain jaaan

Ayi awazai nabi ye do sara maqtal mai

Merai bachai tujhai ayi hain qaza jungle mai

Eay merai noore nazar kushtayai teegai jafa haye hussain

Haaye hussain jaan haaye hussain jaan

Haaye hussain jaan haaye hussain jaan

Haath pehlu pai rakhai deti thi zehra ye dua

Chekiya pees kai is maa nai tujhai pala tha

Mere godi mai huwa sar tera tan sai juda

Haaye hussain

Haaye hussain jaan haaye hussain jaan

Haaye hussain jaan haaye hussain jaan

Waqt akhir b tha zainab k labu par ye sukhan

Haye bhai tujhai jee bhar k nahi royi behan

Tishnagi baki rahi agayi mujhko qaza

Haaye hussain

Haaye hussain jaan haaye hussain jaaan

Haaye hussain jaan haaye hussain jaaan

(Arabic)

Merai baba ki khata kya thi bata eay zaalim

Koi chadar tanai be sarpai uda de zalim

Soyai gi beti kaha thi sakina ki sada

Haaye hussain

Haaye hussain jaan haaye hussain jaaan

Haaye hussain jaan haaye hussain jaaan

Eak nani si lehad wo hain sarai dasht bala

Usmai jo hota hain us bachai ka zakhmi hain gala

Apnai baba k liyai roohe asghar nai kaha

haaye hussain

Haaye hussain jaan haaye hussain jaaan

Haaye hussain jaan haaye hussain jaaan

Ashq e gham kehtai hain is baat mai sachayi hain

Baat rehaan jo darwaish nai samjhayi hain

Dil b kehta hain mera ye hain tasbeehe khuda

Haaye hussain

Haaye hussain jaan haaye hussain jaaan

Haaye hussain jaan haaye hussain jaaan

Yaa hussain jaan

Ya hussain jaan

Haaye hussain jaan hussain jaaan hussain jaan

Lyrics Submitted by Sajid hussain

Enjoy the lyrics !!!