damnlyrics.com

Jab Zuban Par Muhammad

Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya

Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya

asman sy darood-o-salam agaya

jab main jaoun madine hai hasrat meri

=====================

========

sab kahen AQA(PBUH) Tera GULAAM AGYA.

Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya

asman sy darood-o-salam agaya

unki mehfil ka jab bhi tasawor kiya

hath men sir-e-wahdat ka jam agaya

Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya

asman sy darood-o-salam agaya

fasily khawab hi khawab men ty huvy

ankh kholi to bab-us-salam agaya

Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya

asman sy darood-o-salam agaya

kash phir hazri ki ijazat mily

phir karun arz aqa ghulam agaya

Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya

asman sy darood-o-salam agaya

NAAT mene parhi shahe qonain ki

Mere ALLAH

Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya

asman sy darood-o-salam agay

Enjoy the lyrics !!!