damnlyrics.com

Jami asma tumhara

Jamin ashma tumhara, tumhara Jahan sara

mai banda hu tumhara, alamgir tumhi pyaara

Aftab jo Roshni dalta

Gullbaag jo khusboo lata

Dilme jo Samata

Tum ho vah sitara

Khushiyali m tum ho

musibat dard m tum ho

Ruh ke aras pe tum ho

Mohabat ka ansu mera

Tumhara Jahan sara...

Jamin asma tumhara, tumhara Jahan sara

Mai banda hu tumhara, tumhara Jahan sara...

Tumhara Jahan sara

Tumhara Jahan sara

Tumhara Jahan sara

Lyrics Submitted by Swati Soren

Enjoy the lyrics !!!