damnlyrics.com

Jia

Dhuwan ura hai na janay kahan se

Meri gali main yun urta lehra ke

Teri khusbo hai us main yun samayi

Jo lagti to dharkan meri yun than jati

Prem patr aya hai

Teray hi ghar se aya hai

Naam uska mahi hai

Uska hi jado hawi hai

Meri zuban par tu hi hai

Har sans main tu hi hai

Meray honton ki pyas Jo hai woh pyas meri

Bhujao Ray piya

Yeh dil tera hogya

Tu meri subha ki roshni

Aor raton ka woh chand

Teri sanson ki garmi khenchay mujhe tere paas

Teri madham si ankhain

Kar dain mujhe beqarar

O re Jiaa...

O Mahiyaa..

Ho re Jiaa...

O Mahiyaa..

Woh lamha Jo guzra Teray hi khyalon main

Woh shamain Jo beeti Teri hi bahon main

Woh ankhon main ankhain yun daal ke jab dekhna

Aur sharma ke tera meray seenay me yun chupna

Yeh kesa Hamara yeh pyar hai

Sharam waram ka na lihaz hai

Tum meri aor main tera

Aor baki kia ab yeh jahan hai

Sari dunya main ek tu hai

Husn jiska jesay ik hoor hai

Nahi jeena is dunya main

Leja mujhe tu O re Piyaa...

Yeh dil tera hogya

Tu meri subha ki roshni

Aor raton ka woh chand

Teri sanson ki garmi khenchay mujhe tere paas

Teri madham si ankhain

Kar dain mujhe beqarar

O Mahiyaa..

O Mahiyaa..

O Mahiyaa..

O Mahiyaa..

Lyrics Submitted by Aliza amin

Enjoy the lyrics !!!