damnlyrics.com

Kabhi Alvida Naa Kehna

Tum ko bhi hai khabar

Mujhko bhi hai pahta

Ho raha hai judaa

Dono ka raasta

Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna

Kabhi alvida na kehna

Kabhi alvida na kehnaTum ko bhi hai khabar

Mujhko bhi hai pata

Ho raha hai judaa

Dono ka raasta

Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna

Kabhi alvida na kehna

Kabhi alvida na kehnaJitni thi khushiyaa

Sab kho chuki hai

Bas ek gham hai ki jaata nahi

Samjha ke dekha behla ke dekha

Dil hai ki chain isko aata nahi aata nahi

Aansoon hai ke hai angarey

Aag hai kab aankhon se behna

Kabhi alvida na kehna

Kabhi alvida na kehnaRut aa rahi hai Rut jaa rahi hai

Dard ka mausam badla nahi

Rang yeh gham ka itna hai gehra

Sadiyon main hoga halka nahi

Halka nahi

Kaun jaane kya hona hai

Hum ko hai ab kya kya sehnaKabhi alvida na kehna

Kabhi alvida na kehnaTum ko bhi hai khabar

Mujhko bhi hai pata

Ho raha hai judaa

Dono ka raasta

Dur jaake bhi mujhse tum meri ankhonmain rehna

Kabhi alvida na kehna

kabhi alvida na kehna

Enjoy the lyrics !!!