damnlyrics.com

Kisi Din Banoongi Main (From "Raja")

Kisi din banoongi, main Raja ki Rani(Udit Narayan Begins)Zara phir se kehnaKisi din banoongi, main Raja ki Rani

Zara phir se kehna

Badi dilruba hai ye saari kahani

Zara phir se kehnaAbhi toh miley ho, abhi tum na jaana

Ki dil ban gaya hai, tumhara deewana

Ho. zara phir se kehnaKisi din banoongi, main Raja ki Rani

Zara phir se kehnaJhuki jhuki nazar teri, kamaal kar gayi

Uthi jo ek baar sau, sawaal kar gayi

Jhuki jhuki nazar teri, kamaal kar gayi

Uthi jo ek baar sau, sawaal kar gayi

Meri jawan dhadkanon mein teri pyas thi

Laga ye tujhko dekh ke, teri talash thi

Tasveer teri dilbar, main dil mein utaroonga

Uljhe uljhe tere, gesuon ko sawaroongaZara phir se kehna

Kisi din banegi, tu Raja ki Rani

Zara phir se kehna

Badi dilruba hai ye saari kahani

Zara phir se kehnaAbhi toh miley ho, abhi tum na jaana

Ki main ban gaya hook, tumhara deewana

Zara phir se kehnaKisi din banoongi, main Raja ki Rani

Zara phir se kehnaTu phool hai chaman ka, main kalibahar ki

Mere labon pe likh de daastaan pyar ki

Tu phool hai chaman ka, main kali bahar ki

Mere labon pe likh de daastaan pyar ki

Tu ishq ki zubaan, husn ka bayaan hai

Tu jaan nasheen, jaane jaan tu meri jaan hai

Tareef na kar itni, main hosh gawaa baithoon

Aisa no ho chahat mein, duniya ko bhula baithoonZara phir se kehna

Kisi din banoongi, main Raja ki Rani

Zara phir se kehna

Badi dilruba hai ye saari kahani

Zara phir se kehnaAbhi toh miley ho, abhi tum na jaana

Ki dil ban gaya hai, tumhara deewana

Ho. zara phir se kehnaKisi din banegi, tu Raja ki Rani

Zara phir se kehna

Badi dilruba hai ye saari kahani

Zara phir se kehna

Zara phir se kehna

Zara phir se kehna

Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.

Enjoy the lyrics !!!