damnlyrics.com

Mahia

mahia, le lay dard sarey de day khushiyan

mahia, jee lay zindagee ka har pal apna

jab aankh khuli anjaan tha

apnay andar gumnaam tha

naye duniya ke naye log miley

iss duniya mai tera piyar na tha

merey dil gata ja na kar tu intezaar

khabi aye ga wo yar jis ka tha intezar

tu geet gata ja aur chaair saare taar

khabi aye ga wo yar jis ka tha intezar

mahia, le lay dard sarey de day khushiyan

mahia, jee lay zindagee ka har pal apna

dukh sukh mere ban jaaty hai

jab gham mera gar baante koi

har dardmujhe bhul jata hai

jab yar ho mere sath sabhi

mere har pal ki hai ik nai daastan

ik nai hai ik naya aasman

thuri masti hai thura dil deewana

nahi dil hai ab mera koi weerana

dil bahrta nahin haan rukta nahi

anjanay raho par chalta hai

jaana ik din hai is duniyan se

jee lai pal do pal hum yeh zindaagee

ho ho ho ho ho........ho ho

merey dil gata ja na kar tu intezaar

khabi aye ga wo yar jis ka tha intezar

tu geet gata ja aur chaair saare taar

khabi aye ga wo yar jis ka tha intezar

[chorus]

maaaahia maaaahia maahiaaaa maahiaaaa

---

Lyrics submitted by M.Ibrahim.

Enjoy the lyrics !!!