damnlyrics.com

Marhaba Jaddal Husaini Marhaba

Ya Habibi marhaba lyrics

Ya Habibi marhaba ya habibi marhaba

Jaddal hussain marhaba ya nura aini marhaba

Kaabe ke badrudujja tum pe karodon durood

Taiba ke shamsudduha tum pe karodon durood

Shafae roze jaza tum pe karodo durood

Dafae jumla bala tum pe karodon durood

Aur koi gaib kya tum se nihan ho bhala

Jab na khuda hi chhupa tum pe karodo durood

Dil karo thanda mera wo kafe pa chand sa

Sine pe rakh do zara tum pe karodon durood

Zaat hui inteqab wasf hue lajawab

Naam hua Mustafa tum pe karodon durood

Tumse jahan ka nizaam tum pe karodon salaam

Tum pe karodon sana tum pe karodon durood

Gande nikamma kami na mehenge hai kaudi ke teen

Kaun hame palta tum pe karodon durood

Kaam wo le lijiye tum ko jo raazi kare

Thik ho naame raza tum pe karodon durood

Lyrics Submitted by Sadiq Khan

Enjoy the lyrics !!!