damnlyrics.com

Marzi

ook(karun):

(Kesi paheli h ye

Mujhse na bujhti jana

Raatein akeli h ye

Bin tere kat-ti jana

Zindagi meri ek gana

Aake mere saath tu gaana

Wada wada saath tha nibhana

Mein chala tu bhagti kyu jana )×2

Woahh......(harmonies)

Udhbhav's verse:

Na sun sake tu

Na mein sun saku

Bas khuda ki marzi ko dekhkr chalu mein

Tu chali kahi mein chalu

Khudse jhunjhta apne mann ki dhunn banu

Be-sabar kabhi

kabhi na tham saku

Lafzon se apni zindagi chunu

Tu sabar to tera ban saku junon

Jeene de sake to

Jeene de saku

Zindagi hu mein

Aur zindagi h tu

Raazi tu h to mein raazi

Rakshak hu mein

Mein hu naqaabi

Duniya ke taale ki chaabi

Tera qaaya mujhko jo bhaa gaya

Peeche chala mein tera zariya ban gaya

Tujhse bas thoda aage chal gaya

Chah raha tha mein wo sachme ban gaya

Chal sake to mein chalne dunga

Iss prashno ko hamare ubharne dunga

Chal raha h kya? jag se pucha

Tinke jese tujhe jagne dunga

Kami h kya mujhmein bata

Tere khine ki na mujhko wajah do

Khamiyon ko meri tum sajado

Teri khamoshi ko na mein ab saza du

Bekhabar hu mein khafa hu

Panne ke jese tujhe bacha lu

Samay si tu

mein nasha hu

Tere sar pakadne ki wo wajah hu

Kyu mein hosh mein na

Batadu

Ek aakhri baar mein tujhe hasa du

..

Mein phasa

Are u feeling crazy ?(something like this)

Yes i do!

Hook:

(Kesi paheli h ye

Mujhse na bujhti jana

Raatein akeli h ye

Bin tere kat-ti jana

Zindagi meri ek gana

Aake mere saath tu gaana

Wada wada saath tha nibhana

Mein chala tu bhagri kyu jana )×2

Lyrics Submitted by Riya

Enjoy the lyrics !!!