Ishq ki dhooni roz jalaaye
Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye
Ho akhiyaan kare jee hazooriMaange hai teri manzoori
Kajra siyaahi, din rang jaaye
Teri kastoori rain jagaaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Tera naam dohraayeChaahe bhi toh bhool na paaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Tera naam dohraaye
Jogiya jog lagake
Makhra rog lagaa ke
Ishq ki dhooni roz jalaaye
Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraayeChaahe bhi toh bhool na paaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Tera naam. bas tera naam dohraayeOdh ke dhaani reet ki chaadar
Aaya tere shehar mein Ranjha tera
Duniya zamaana, jhoota fasaana
Jeene marne ka waada saancha mera
Ho. sheesh-mehal na mujhko suhaaye
Tujh sang sookhi roti bhaaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraayeChaahe bhi toh bhool na paaye
Man mast magan, man mast magan
Bas tera naam dohraaye
Man mast magan, man mast magan
Tera naam. dohraye...
Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.