damnlyrics.com

Mere Dil Tay Likh Day

Ek Hazaaron Mein Meri Behna Hai

Phoolon ka taaron ka, sabka kehna hai

Ek hazaaron mein, meri behna hai

Saari umar humein sang rehna hai

Phoolon ka taaron ka, sabka kehna hai

Ek hazaaron mein, meri behna hai

Saari umar humein sang rehna hai

Phoolon ka taaron ka, sabka kehna hai

(Instrumental Break)

Ye na jaana duniya ne,

Tu hai kyun udaas

Teri pyaari aankhon mein,

Pyaar ki hai pyaas

O…

Ye na jaana duniya ne,

Tu hai kyun udaas

Teri pyaari aankhon mein,

Pyaar ki hai pyaas

A mere paas aa, keh jo kehna hai

Ek hazaaron mein, meri behna hai

Saari umar humein sang rehna hai

Phoolon ka taaron ka, sabka kehna hai

A… a… o… o…

(Instrumental Break)

Jab se meri aankhon se tu ho gayi door

Tab se saare jeevan ke sapne hai choor

Jab se meri aankhon se tu ho gayi door

Tab se saare jeevan ke sapne hai choor

Aankhon mein neend na dil mein chaina hai

Ek hazaaron mein, meri behna hai

Saari umar humein sang rehna hai

Phoolon ka taaron ka, sabka kehna hai

Ek hazaaron mein, meri behna hai

Saari umar humein sang rehna hai

Phoolon ka taaron ka, sabka kehna hai

Lyrics Submitted by Ammal

Enjoy the lyrics !!!