Aise lehra ke tu roobaruh aa gayi
Aise lehra ke tu roobaruh aa gayi
Dhadkane betahasha tadapane lagin
Dhadkane betahasha tadapane lagin
Teer aisa laga, dard vaisa jagaa
Teer aisa laga, dard vaisa jagaa
Chot dil pe wo khaayi mazaa aa gayaa!Mere rashk-e-qamar
Mere rashk-e-qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aagaya
Josh hi josh mein meri aagosh mein
Aake tu jo samaai mazaa aa gaya
Mere rashk-e-qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai mazaa aagaya
Jab nazar se milaai mazaa aagayaRet hi ret thi mere dil mein bhari
Ret hi ret thi mere dil mein bhari
Pyaas hi pyaas thi zindagi ye meri
Pyaas hi pyaas thi zindagi ye meriAaj sehraao mein, ishq ke gaaon mein
Aaj sehraao mein, ishq ke gaaon mein
Baarishein ghir ke aayin mazaa aa gayaMere rashk-e-qamarMere rashk-e-qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aa gayaRanjha ho gaye, hum faana ho gaye
Aise tu muskuraai mazaa aa gaya
Mere rashk-e-qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aa gaya
Jab nazar se milaai maza aa gayaBarq si gir gayi kaam hi kar gay
Barq si gir gayi kaam hi kar gay
Aag aisi lagaai mazaa aa gaya
Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.