damnlyrics.com

Mitwa

jaaniye heeriye

jaaniye heeriye

mere mann ye bata de tu

kis or chala hai tu

kya paya nahi thunekya dhundh raha hai tu

jo hai ankahee jo hai ansuni

woh baat kya hai bata

Mitwa kahein dharkanein tujhse kya

mitwa yeh khudse toh na tu chhupamere mann ye bata de tu

kis or chala hai tu

kya paya nahi tune

kya dhundh raha hai tu

jo hai ankahee jo hai ansuni

woh baat kya hai bata

Mitwa kahein dharkanein tujhse kya

mitwa yeh khudse toh na tu chhupajeevan daggar mein prem naggar mein - 2

aaya nazar mein jab se koi hain

tu sochta hain tu puchata hain

jiski kami thi kya yeh wohi hain

haa yeh wohi hain - 2

tu ek pyasa aur yeh nadi hain

kaahe nahi isko tu khulke bataye

jo hai ankahee jo hai ansuni

woh baat kya hai bata

Mitwa kahein dharkanein tujhse kya

mitwa yeh khudse toh na tu chhupa

Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.

Enjoy the lyrics !!!