damnlyrics.com

Pehla Nasha

Pehla nasha, pehla khumaar

Naya pyaar hai, naya intezaar

Kar loon main kya apna haal

Aye dil-e-bekaraar

Mere dil-e-bekaraar, tu hi bata

Pehla nasha, pehla khumaarUdta hi phirun in hawaaon mein kahin

Ya main jhool jaaun in ghataaon mein kahin

Udta hi phirun in hawaaon mein kahin

Ya main jhool jaaun in ghataaon mein kahin

Ik kar doon aasmaan aur zameen

Kaho yaaron kya karoon, kya nahin

Pehla nasha, pehla khumaar

Naya pyaar hai, naya intezaar

Kar loon main kya apna haal

Aye dil-e-bekaraar

Mere dil-e-bekaraar, tu hi bata

Pehla nasha, pehla khumaarUsne baat ki, kuchh aise dhang se

Sapne de gayi wo hazaaron rang ke

Reh jaaun jaise main haar ke

Aur choome wo mujhe pyaar se

Pehla nasha, pehla khumaar

Naya pyaar hai, naya intezaar

Kar loon main kya apna haal

Aye dil-e-bekaraar

Mere dil-e-bekaraar, tu hi bata

tu hi bata, tu hi bata

Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.

Enjoy the lyrics !!!