Yeh lamha jo thehra hai
Mera hai ye tera hai
Yeh lamha main jee loon zaraTujh mein khoya rahoon main
Mujh mein khoyi rahe tu
Khudko dhoondh lenge phir kabhi
Tujhse milta rahoon main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Haa.. phir kabhiKyun bewajah gungunaaye
Kyun bewajah muskuraaye
Palkein chamakne lagi hai
Ab khwaab kaise chupaayeBehki si baatein kar lein
Hans hans ke aankhen bhar lein
Ye behoshiyan phir kahanTujhme khoya rahoon main
Mujhme khoyi rahe tu
Khud ko dhoondh lenge phir kabhi
Tujhse milta rahoon main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Haa.. phir kabhiDil pe taras aa raha hai
Pagal kahin ho na jaaye
Woh bhi main sun'ne laga hoon
Jo tum kabhi keh na paayeYeh subah phir aayegi
Yeh shaamein phir aayengi
Yeh nazdeekiyaan phir kahanTujhme khoya rahoon main
Mujhme khoyi rahe tu
Khud ko dhoondh lenge phir kabhi
Tujhse milta rahoon main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Haa.. phir kabhi
Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.