damnlyrics.com

Qasida-e-Burda Sharif

Lyrics for Qasida-e-Burda Sharif by Mehmood Hassan Ashraf

Sehar ka wäkt tha

Masoom kalyan muskurati thin

Hawain kher makdam ke tarane gun gunati thin

Abhi Jibrail(A.S) bi utrey bhi na they Kaabey ke mimber se

Ke itne me sada ayi yeh Abdullah ke ghar se

Mubarak ho Shahe har do saran tashreef le aye

Mubarak ho Mahammad Mustafa(S.A.W.) Tashreef le aye

Moula ya sali wa salim da iman Abadan

Alaaa habib bika khairil khalqi kulihimi

Moula ya sali wa salim da iman Abadan

Alaaa habib bika khairil khalqi kulihimi

Muhammadun syeddul konain-e- wasaqalain

Muhammadun syeddul konain-e- wasaqalain

wal fariqaini min arbiyon wa min ajami

Wo Mohammad(SA.W.) Fakhr-e-Alam Badshah-e-lns-o-jaan

Sarwar-e-konain

Sultan-e-Arab

Shah-e-Ajam

Wo Mohammad(SA.W.) Fakhr-e-Alam Badshah-e-lns-o-jaan

Sarwar-e-konain

Sultan-e-Arab

Shah-e-Ajam

Aik din Jibrail(AS.) se kehne lage Shah-e-ummam

Tumne dekha hai jahan

Batlao to kese hain ham

Arz ki Jibrail(AS) Ney aye Shahedi aye Mohtaram

Ap ka koi mumasil Hi nhi Rab ki qasam

Moula ya sali wa salim da iman Abadan

Alaaa habib bika khairil khalqi kulihimi

Huwall habibul azitur jaa shafatuhu

Huwall habibul azitur jaa shafatuhu

li qulli hawlim minal ahwalim muaqtamin

mere mola sada athiudrid k gajre

apne mabub pr jo teri h taqliq behtri

usi mehbub se wabasta ummide shafat hai

k har himmat shikar mushkil me jisne dastgiri ki

Na Koi Aap(S.A.W) Jesa Tha

Na koi Aap(SAW) jesa hai

Koi yunsuf se puche Mustafa ka husn kesa hai

Zameen-0-aasmaan me koi bhi misaal na mili

Moula ya sali wa salim da iman Abadan

Alaaa habib bika khairil khalqi kulihimi

Salam US par kejisne beqason ki dastgeeri ki

Salam US par kejisne Badshahi me faqeeri ki

Salam US par kejiske ghar me Chaandi thi na Sona tha

Salam US par ke toota borya jiska bichona tha

Salam aye Amina ke laal Aye mehboob-e-subhaani

Salam aye Fakhri Moujudath Fakhri e Noye insaani

Teri soorat Teri seerat

Tera naksha Tera jalwa

Tabbasum guftugu bndanawaazi Khanda peshani

tera dar ho mera sar ho

mera dil ho tera ghar ho

Tamanna Mukhtasar si hai

Magar tamheed to laani

Moula ya sali wa salim da iman Abadan

Alaaa habib bika khairil khalqi kulihimi

Moula ya sali wa salim da iman Abadan

Alaaa habib bika khairil khalqi kulihimi

Lyrics Submitted by Mohammed

Enjoy the lyrics !!!