damnlyrics.com

Roja

Roja jaaneman tu hi mera dil

Tujh bin tarse naina

Dilse na jaati hai yaadein tumhaari

Kaise tum bin jeena

Aankhon mein tu hai

Aansu mein tu hai

Aankhein band kar loon

To mann mein bhi tu hai

Khwaabon mein tu

Saanson mein tu

Roja

Roja jaaneman tu hi mera dil

Tujh bin tarse naina

Chhooke yoon chali hawa jaise chhoo gaye ho tum

Phool jo khile thay vo shool ban gaye hain kyon

Jee raha hoon aisliye dil mein pyaar hai tera

Zulm seh raha hoon kyonki intezaar hai tera

Tumse mile bina jaan bhi na jaayegi

Kayamat se pehle saamne tu aayegi

Kahan hai tu

Kaisi hai tu

Roja

Roja jaaneman tu hi mera dil

Tujh bin tarse naina

Aankhon mein tu hai

Aansu mein tu hai

Aankhein band kar loon

To mann mein bhi tu hai

Khwaabon mein tu

Saanson mein tu

Roja

Thandi Thandi ay hawa tera kaam kya yahan

Meet nahin paas mein chaandni tu laut ja

Phool kyon khilo ho tum zulf nahin vo yahan

Jhuke jhuke aasmaan meri hansi na uda

Pyaar ke bina meri zindagi udaas hai

Koi nahin hai mera sirf teri aas hai

Khwaabon mein tu

Saanson mein tu

Roja

Roja jaaneman tu hi mera dil

Tujh bin tarse naina

Aankhon mein tu hai

Aansu mein tu hai

Aankhein band kar loon

To mann mein bhi tu hai

Khwaabon mein tu

Saanson mein tu

Roja

---

Enjoy the lyrics !!!