Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagiKirnay hain saanson mein, baaton mein roshniJo bhi badali dil ki taal hai, aha
Yunhi aaya ik khayal hai, aha
Paate hum hai zindagi ik baar
Kyun na kare khulke hum isko pyaar
Jaane kiska hai hume intezar
Ke zindagi yehi hai aur yahi
Jo bhi kal tak bus aarzo, aha
Woh hi paa gaye hain main aur tu, aha
Thaame hum haathon mein yunhi haath
Shehar dil mein ghoomenge saath saath
Saare saare din saari saari raat
Daras rahi hai ik khushi har kahin
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshniNaye naye sapne jo bunn sakey
Ussi zindagi ko kahoon zindagi
Naye naye raste jo chun sake
Ussi zindagi ko kahoon zindagi
Har pal machalti ho jhoom ke chalti ho woh hai zindagiSooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshniPaate hum hai zindagi ik baar
Kyun na kare khulke hum isko pyaar
Jaane kiska hai hume intezar
Ke zindagi yehi hai aur yenhi
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein, ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni
Sooraj ki, ab hai yeh
Kirnay hain saanson mein, baaton mein roshni
Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.