Suraj hua madham chaand jalne laga
Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga
Suraj hua madham chaand jalne laga
Aasmaan yeh haai kyoon pighalne lagaMain thehra raha zameen chalne lagi
Dhadrka yeh dil saans thamne lagi
Oh kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Sajna kya yeh mera pehla pehla pyaar haiSuraj hua madham chaand jalne laga
Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga
Main thehra raha zameen chalne lagi
Dhadka yeh dil saans thamne lagiOh kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Sajna kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Hai khoobsurat yeh pal sab kuch raha hai badal
Sapne haqeeqat mein jo dhal rahe hai
Kya sadiyon se puraana hai rishtaa yeh hamaara
Ke jis tarha tumse hum mil rahe haiYunhi rahe har dam pyaar ka mausam
Yunhi milo humse tum janam janamMain thehra raha zameen chalne lagi
Dhadrka yeh dil saans thamne lagi
Haan kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Sajna kya yeh mera pehla pehla pyaar haiTere hi rang se yun main to rangeen hoon sanam
Paake tujhe khud se hi kho rahi hoon sanam
O maahiya ve tere ishq mein haan doobke
Paar main ho rahi hoon sanamSaagar hua pyaasa raat jagne lagi
Sholo ke dil mein bhi aag jalne lagi
Main thehri lagi zameen chalne lagi
Dhadrka yeh dil saans thamne lagi
Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
Sajna . . .
Kya yeh mera pehla pehla pyaar haiSuraj hua madham
Chaand jalne laga
Aasmaan yeh haai
Kyoon pighalne laga
Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.