damnlyrics.com

Tay Hai

Tere bin jee na paunga

Sach much mar hi jaunga

Yeh tay hai, yeh tay haiHasna rona tujhse hi

Mera hona tujhse hi

Yeh tay hai, yeh tay haiMaujood hai har saans mein

Tu har dafa yeh tay hai

Tu hai dawa ya dard hai

Par hai mera yeh tay haiMaujood hai har saans mein

Tu har dafa yeh tay hai

Tu hai dawa ya dard hai

Par hai mera yeh tay hai

Tere bin jee na paunga

Sach much mar hi jaunga

Yeh tay hai, yeh tay haiTu naseebon sa mere hathon pe

Shuru se likha hai

Mera haq hai tu aasmano se

Mujhe jodta haiTere kadmon pe jahan rakh doon main

Kabhi jo kahe tu

Koi shaq ho toh azma lena

Kisi din mujheMaujood hai har saans mein

Tu har dafa yeh tay hai

Tu hai dawa ya dard hai

Par hai mera yeh tay hai

Maujood hai har saans mein

Tu har dafa yeh tay hai

Tu hai dawa ya dard hai

Par hai mera yeh tay haiTere bin jee na paunga

Sach much mar hi jaunga

Yeh tay hai, yeh tay hai

Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.

Enjoy the lyrics !!!