damnlyrics.com

Tere Naal Ishqa (feat. Kailash Kher)

Tere Naal Ishqa Lyrics - Shivaay | Kailash KherSinger: Kailash Kher

Composer: Mithoon

Lyrics: Sayeed Quadri

Music Label: T-SeriesO...Teri tarah mujhe duniya mein

Nahi koi chaah sakta

Tere dil mein fikr meri

Rahe sham-o-subahTere dil mein har pal har dam hai

Khayaal mera hi hai basta

Tere lab pe zikr mera

Rahe sham-o-subah

Tere saath main hoon mehfooz sada

Itna tujhpe hai yakeen mera

Tapti jalti inn raahon mein

Tu saaya meraSehra bhi hai gulshan ban jata

Khushboo ki tarah jab tu aata

Iss zindagi mein har ghadi

Chaahun teri panaahTere naal ishqa mera

Tere naal ishqa mera

Lagda ibaadat warga

Tere naal ishqa mera mera zyada

Main de du sadka zyada main de du sadka

Lagda ibaadat warga

Tere naal ishqa mera meraAa.

Tapti jalti inn raahon mein

Tu saaya meraHo ik tere seene se

Lag kar hi

Mere dil ko aaye sukoon

Jab gham koi

Sataaye mujhe

Main tujhe hi to dekhunJazbaat mere na koi samjha

Iss duniya mein ik tere siva

Har din, har shab teri baahon mein

Hai chain milaSehra bhi hai gulshan ban jata

Khushbu ki tarah jab tu aata

Iss zindagi mein har ghadi

Chaahun teri panaahTere naal Ishqa mera

Tere naal Ishqa mera

Lagda ibaadat warga

Tere naal ishqa mera mera zyada

Main de du sadka zyada

Main de du sadka

Lagta ibaadat warga

Tere naal ishqa mera meraHo tera naam main jis bhi ghadi

Honthon pe laata hoon

Lafzon mein kahin

Khud hi chhupa ehtraam main paataChahe dekh loon main sara ye jahan

Sabse haseen manzar tu mera

Rehta basta nigaahon mein

Ik chehra teraSehra bhi hai gulshan ban jata

Khushbu ki tarah jab tu aata

Iss zindagi mein har ghadi

Chahun teri panaahTere naal ishqa mera

Tere naal ishqa mera

Lagta ibaadat warga

Tere naal ishqa mera mera zyada

Main de du sadka zyada

Main de du sadka

Lagta ibaadat warga

Tere naal ishqa mera meraMere sang tu sada

Tu hai saaya mera

Chahun teri panaahO... Mere sang tu sada

Tu hai saaya mera

Chahun teri panaah

Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.

Enjoy the lyrics !!!