damnlyrics.com

Umar Ka Panchhi Udta Jaa

Umar ka panchi udtha jatha

Kyo prani prabhu naam na gatha re

Kisse patha hai kal kya hoga

Patha nahi kis pal kya hoga

Kal chakra chaltha mad matha

Kyo prani prabhu naam na gatha re

Umar ka panchi udtha jatha

Kyo prani prabhu naam na gatha re

Kachi sason ki kya asha

Kar jaye kab bandh tamasha

Tu murakh man kyo barmatha

Kyo prani prabhu naam na gatha re

Umar ka panchi udtha jatha

Kyo prani prabhu naam na gatha re

Aaj kahe kal naam ratonga

Kal aye phir kal japalonga

Bhita kal kabi loutana atha

Kyo prani prabhu naam na gatha re

Umar ka panchi udtha jatha

Kyo prani prabhu naam na gatha re

---

Lyrics submitted by edward Gopal.

Enjoy the lyrics !!!