damnlyrics.com

Unko Naman Hamara

Unko naman hamara

Unko naman hamara

Unko naman hamara

Jinke liye vatan tha prano se jada pyara

Sonit se apne sincha ye gulistan hamara

Jinki vajah se chamka ye mulk ka sitara

Unko naman hamara

Unko naman hamara

Unko naman hamara

Fanshi pe jhul gye jo uff tak na muh se nikla

Seene pe top khayi jinka janaja nikla

Jinko firangion ne chun chun ke goli mara

Unko naman hamara

Unko naman hamara

Unko naman hamara

Pagal the vo deewane mata ki Laaz khatir

Gardan karayi apni mata ki taaz khatir

Sarhad pe shahadat advud tha vo nazara

Unko naman hamara

Unko naman hamara

Unko naman hamara

Jo baha lahu vhan par jaha kaum ka lahu tha

Jab jaati ka lahu tha sab dharm ka lahu tha

Jinki vajah se jhanda uncha rha hamara

Unko naman hamara

Unko naman hamara

Unko naman hamara

Jahan kal-kal ati nadiyan uttar me hi Himalaya

Kashmir hi yhi par janat bhi jiski kayal

Saren jahan se accha hindustan hamara

Unko naman hamara

Unko naman hamara

Unko naman hamara

Lyrics Submitted by Rimjhim shandilya

Enjoy the lyrics !!!