damnlyrics.com

Yaad Aa Raha Hai

yaad aa raha hai tera pyaar

yaad aa raha hai tera pyaar

kahan hum kahan tum

hue tum kahan gum

aa bhi ja abhi ja ek baar

ho ho ho ho.yaad aa raha hai tera pyaar

kahan hum kahan tum

hue tum kahan gum

aa bhi ja abhi ja ek baar

ho ho ho ho.

yaad aa raha hai tera pyaaryaroon main to yahan jeeta raha

saare gum dil ke bhula ke

de ke tumhe

saari khushi maine

maine yahan kuchh bhi to paaya nahi

sab kuchh paa ke

mujh ko mile kya zindagi

ho ho ho ho.yaad aa raha hai tera pyaar

kahan hum kahan tum

hue tum kahan gum

aa bhi ja abhi ja ek baar

ho ho ho ho.

yaad aa raha hai tera pyaaraye dil mein wohi tu wohi

wohi hai ye duniya ke mele

bichhde wo din jaane kahan

roothe sab yahaan jaane kahan

reh gaye hum to akele

awaaz den kis ko yahan

ho ho ho ho.

yaad aa raha hai tera pyaar

kahan hum kahan tum

hue tum kahan gum

aa bhi ja abhi ja ek baar

ho ho ho ho.

yaad aa raha hai tera pyaarvaada vaada raha saathi mere

tere liye gaata chala jaaun

tu mera dil tu meri jaan

jeena jeena mere jeena

yahin tere liye zindagi lutaaun

tu jo nahi kya hai yahaan

ho ho ho ho.yaad aa raha hai tera pyaar

kahan hum kahan tum

hue tum kahan gum

aa bhi ja abhi ja ek baar

ho ho ho ho.

yaad aa raha hai tera pyaar

Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.

Enjoy the lyrics !!!