Yeh ishq hai,
yeh ishq haiSufi ke sulfe ki
Lau uth ke kehti hai
Aatish ye bujh ke bhi
Jalti hi rehti haiYeh ishq hai,
ye ishq haiSufi ke sulfe ki
Lau uth ke kehti hai
Aatish ye bujh ke bhi
Jalti hi rehti haiYeh ishq hai,
yeh ishq hai
Sahil pe sar rakhke
Dariya hai soya hai
Sadiyon se behta hai
Aankhon ne boya hainYeh ishq hai re,
ye ishq hai
Yeh ishq hai re,
ye ishq haiTanhayi dhoondta hai
Parchaayi bunta hai
Resham si nazron ko
Aankhon se sunta haiYeh ishq hai,
yeh ishq hai
Yeh ishq hai,
yeh ishq hai.
Sufi ke sulfe ki
Lau utthi allah hu
Allah hu allah hu allah huSufi ke sulfe ki
Lau utthi allah hu
Jalte hi rehna hai
Baki na main na tuYeh ishq hai re,
ye ishq haiBekhud se rehta hai
Yeh kaisa sufi hai
Jage toh Tabrizi
Bole toh Rumi haiYeh ishq hai, ye ishq hai
Yeh ishq hai.
Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.