DamnLyrics - The center provides all the lyrics

Aaj Phir Chand Ki Peshani - Gulzar



     
Page format: Left Center Right
Direct link:
BB code:
Embed:

Aaj Phir Chand Ki Peshani Lyrics


Aaj phir chaand ki
Peshani se uthta hai dhuan
Aaj phir chaand ki
Peshani se uthta hai dhuan
Aaj phir mehki hui
Raat mein jalna hoga
Aaj phir chaand ki
Peshani se uthta hai dhuan
Aaj phir seene mein
Suljhee hui vazni sansein
Phat ke bas toot hi jayengi
Bikhar jayengi
Aaj phir jaag ke guzregi tere
Khwaab mein raat
Aaj phir chaand ki
Peshani se uthta hai dhuan
Aaj phir mehki hui

Raat mein jalna hoga
Aaj phir chaand ki
Peshani se uthta hai dhuan
Aaj phir seene mein
Badbaano ki tarah
Phuli huyi hai saanse
Badbaano ki tarah
Phuli huyi hai saanse
Aur joonun le ke chala
Behete jaziro ki taraf
Fir kisi dard ke
Sahil pe utarana hoga
Aaj phir chaand ki
Peshani se uthta hai dhuan
Aaj phir mehki hui
Raat mein jalna hoga
Aaj phir chaand ki peshani se.
Lyrics Submitted by Avantika Shukla

Enjoy the lyrics !!!

Sampooran Singh Gulzar (born as on August 18, 1936), famously known as Gulzar, is an Indian poet, lyricist, film-maker, director, and playwright from India. He works primarily in Hindi and Urdu languages. He was born in Dina, Jhelum District, British India, located in the current-day West Punjab, Pakistan. As a lyricist, Gulzar is best known for his association with the music director Rahul Dev Burman, and has also worked with other leading Hindi movie music directors including Sachin Dev Burman, Salil Chowdhury, and Madan Mohan.

Read more about Gulzar on Last.fm.


User-contributed text is available under the Creative Commons By-SA License and may also be available under the GNU FDL.

View All

Gulzar