DamnLyrics - The center provides all the lyrics

Ali Maula Ali Maula Ali Dam Dam - Nusrat Fateh Ali Khan



     
Page format: Left Center Right
Direct link:
BB code:
Embed:

Ali Maula Ali Maula Ali Dam Dam Lyrics


Ali imaam-e-manasto manam Ghulaam-e-Ali
Hazaar jaan-e-giraamii fidaa-e-naam-e-AliHaidariam qalandaram mastam
Bandaa-e-Murtaza Ali hastam
Peshvaa-e-tamaam virdaaram
Ke sage kuu-e-sher-e-yazdaanamKabhii diivaar hiltii hai, kabhii dar kaanp jaataa hai
Ali kaa naam sun kar ab bhii Khaibar kaanp jaataa haiShaah-e-mardaan Ali
Ali Ali Ali
Ali Maula AliPatthar pe alam deen ka garaa jisne
Lalkaar kar Marhab ko pichaaraa jisneHaq
Ali Ali Ali
Ali Maula AliJap le jap le mere manvaa
Yahii naam sacchaa hai pyaare
Yahii naam tere sab dukh haare
Isii naam kii barkat ne diye raaz-e-haqiiqat kholShaah-e-mardaan Ali
La fataa illah Ali
Sher-e-yazdaan AliTan par Ali, Ali ho zubaan par Al Ali
Mar jauun to kafan par bhii likhna Ali AliBaghair hubb-e-Ali mudd?aa nahiin miltaa
Ibaadaton kaa bhii hargiz silaa nahiin miltaa

Khudaa ke bandon suno ghaur se Khudaa kii qasam
Jise Ali nahiin milte use Khudaa nahiin miltaaBasad talaash na ab kuch vus?at-e-nazar se milaa
Nishaan-e-manzil-e-maqsuud raahbar se milaa
Ali mile to mile Khaana-e-Khudaa saa hamen
Khudaa ko dhuundha to vo bhi Ali ke ghar se milaaDiid Haider kii ibaadat, hai ye farmaan-e-nabii
Hai Ali ruuh-e-nabii, jism-e-nabii, jaan-e-nabii
Gul-e-tathiir Ali
Haq kii shamshiir Ali
Piiron ke piir AliDast-e-ilaa kyuun na ho sher-e-Khudaa Ali
Maqsuud har ataa hai shah-e-laa-fataa Ali
Jis tarah ek Zaat-e-Muhammad hai be-misaal
Paidaa hu?aa na hogaa ko?ii duusraa Ali
Bedam yahii to paanch hain maqsuud-e-qaaynaat
Khairunnisaa, Hasan, Hussain, Mustafaa, AliHaq
Ali Ali Ali
Ali Maula Ali
Songwriters
Khan, Nusrat Fateh Ali / Nizami, BariPublished by
Lyrics © EMI Music Publishing, Sony/ATV Music Publishing LLC Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.

Enjoy the lyrics !!!

Nusrat Fateh Ali Khan (Punjabi: نصرت فتح علی خان; October 1948 – 16 August 1997), an internationally acclaimed Pakistani musician, was primarily a singer of Qawwali, the devotional music of the Sufis. Considered one of the greatest voices ever recorded, he possessed an extraordinary range of vocal abilities and could perform at a high level of intensity for several hours. Extending the 600-year old Qawwali tradition of his family, Khan is widely credited with introducing Qawwali music to international audiences.

Read more about Nusrat Fateh Ali Khan on Last.fm.


User-contributed text is available under the Creative Commons By-SA License and may also be available under the GNU FDL.

View All

Nusrat Fateh Ali Khan