Bheegi Bheegi Baarishein - Altaaf Sayyed & Chandra-Surya
| Page format: |
Bheegi Bheegi Baarishein Lyrics
*Bheegi bheegi baarishein*
***************---***********
bheegi bheegi baarishein kuch gungunayei
kuch gungunayei 2x
bhegi bheegi baarishein.
kuch gungunayei..
dheere dheere phir mujhe
tum yaad aaye
sondhi sondhi khusboo yee
mujhko behkaa yee
jaagi jaagi hasratein
tujko bulayein
le rahi khawahis hein dekho
angdaiyaan
badh rahi is qadar dil ki
betaabiyaan
badh rahi is qadar dil ki
betaabiyaan
ooooo,,,,,,
dabe dabe paaon se
samne aaja
haule haule baahon me
meri samaa jaa,,,,
meri samaa jaa,,,
,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
oooooooo...
,,,, ,,,,,,,,,,,,,,,,,
,
ehsaas ke libaaz par
rang tu zara nikhar de
ek halki si chhuan se
mujko zara sanwar de
ehsaas ke libaaz par
rang tu zara nikhar de
ek halki si chhuan se
mujhko zara sanwar de
bin paron ke hawaon me
ud jaane do
sason ko sanson me aise
ghul jane do
is qadar saason ko aise
ghul jaane do
hhhhmmmm,,,
ek dooje mein hum
aise kho jayee
aankhon hi aankho mein
raina bitha yee
,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
nashe mein sara ye sama
fizaon me guroon hai
chadha hai mujhpe jo sanam
tera hito suroon hai
nashe mein sara ye sama
fizao me guroon hai
chadha hai mujhpe jo sanam
tera hito suroon hai
bezubaan dilki baaton ko
sun lo zara
aise yu dekho tum isko
tad paaona
aise yu dekho tum isko
tad paaona
ooooo,,,,,,,,,,,,,,
aise nazdeakiyaa
aao badha yee
koina ho darmiyaa
khud ko bhula yee
bheegi bheegi barishee
kuch gunguna yee
dheere dhere phir mujhe
tum yaad ayee
hhhmmmm,,,
tum yaad aye (3x)
Lyrics Submitted by Alok kumar bhagat