DamnLyrics - The center provides all the lyrics

Bin Tere (Feat Sunidhi Chauhan) - Shafqat Amanat Ali



     
Page format: Left Center Right
Direct link:
BB code:
Embed:

Bin Tere (Feat Sunidhi Chauhan) Lyrics


Lusty lonely cause you're the only
One that knows me and I can't be without you
Lusty lonely cause you're the only
One that knows me and I can't be without youHai kya yeh jo tere mere darmiyaan hai
Andekhi ansuni koi dastaan hai
Hai kya yeh jo tere mere darmiyaan hai
Andekhi ansuni koi dastaan haiLagne lagi, ab zindagi khaali
Hai meri lagne lagi har saans bhi khaali (lusty lonely)Bin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tereBin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tereAjnabi se huye kyun pal saare
Yeh nazar se nazar yeh milaate hi nahin
Ik gani dehaayi cha gayi hai
Manzilein raaston mein hi gum hone lagi
Ho gayi ansuni har dua ab meri
Reh gayi ankahi bin tere
Bin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tere
Bin tere, bin tere, bin tere

Koi khalish hai hawayon mein bin tereRaah mein roshni ni hai kyun haath choda
Iss taraf shaam ne kyun hai apna muh moda
Yun ke har subah ik bereham si baat ban gayi
Hai kya yeh jo tere mere darmiyaan hai
Andekhi ansuni koi dastaan hai
Lagne lagi, ab zindagi khaali khaali
Lagne lagi har saans bhi khaali
Bin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tere
Bin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tereBin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tere .. Lusty lonely
Song Discussions is protected by U.S. Patent 9401941. Other patents pending.

Enjoy the lyrics !!!

Shafqat Amanat Ali (Urdu: شفقت امانت علی) (born in 1965)is the son of Ustad Amanat Ali Khan, making him part of the 9 generation old Patiala Gharana. He has been a student of Pakistani classical music since age four, his grandmother being his first teacher. His main influences in music come from his father and his uncle Ustad Fateh Ali Khan sahab as well as Roshanara Begum, to name a few. He is younger brother of late singer Asad Amanat Ali Khan. He is well educated and got his bachelors degree from Government College,Lahore (now GC University) in 1988.

Read more about Shafqat Amanat Ali on Last.fm.


User-contributed text is available under the Creative Commons By-SA License and may also be available under the GNU FDL.

View All

Shafqat Amanat Ali